Maan Meri Jaan | Official Music Video | Champagne Talk | King

 

       Maan Meri Jaan | Official Music Video | Champagne Talk | King

Main teri aankho mein udaasi
kabhi dekh sakda nai
tujhe khush main rakhunga soneya.
Main tere hotho pe khamoshi
kabhi dekh sakda nai.

sari baatein main sununga soneya.
tere dil se na kabhi khelunga
sare raaz apne main Tujhko de dunga
Meri jaan tune mujhko pagal hai kiya
mera lagda na jiya
tere bager.
Tu maan meri jaan
main tujhe jaane na dunga
main tujhko apni baahon
mein chhupa ke rakhunga.
Tu maan meri jaan
main tujhe jaane na dunga
main tujhko apni aankho
mein basake rakhunga.

Tu maan meri jaan
Tu maan meri jaan
Tu maan meri jaan


Main saya banke saath tere rehna 24 ghantey
Main rehna 24 ghantey
Tere bina dil lagda nai
Main aankhon se churalu
Jana tere jo bhi ghum the
Haye Tere jo bhi ghum the.
meri baahon me aake tu jaye nahi
Esi rabb se main maangu duaa.

tere dil se na kabhi khelunga
sare raaz apne tujhko de dunga
Meri jaan tune mujhko pagal hai kiya
mera lagda na jiya
tere bager..

Tu maan meri jaan
main tujhe jaane na dunga
main tujhko apni baahon
mein chhupa ke rakhunga.

Tu maan meri jaan
main tujhe jaane na dunga
main tujhko apni aankho
mein basake rakhunga.
Tu maan meri jaan
Tu maan meri jaan
Tu maan meri jaan
Tu maan meri jaan .

DOWNLOAD THE SONG:





Popular posts from this blog

Maan Meri Jaan | Official Music Video | Champagne Talk | King

Privacy Policy